toplam 6 kişi bulundu. 6 adedi gösteriliyor.
~3 ahkam var.
avaramu ıınanana değil miydi bu yav.. ben bugün bunu öğrendim..
Tam adı: Awaara Hoon ,Ya Gardish Mein Hoon
Awaara (Avare) filminin hit parçasıdır.
Seslendiren. Mukesh
Sözlerini de yazayım tam olsun:
Awaara Hoon ,Ya Gardish Mein Hoon
Aasman Ka Tara Hoon
Awaara Hoon...
Ghar Baar Nahin Sansar Nahin
Mujhse Kisi Ko Pyaar Nahin
Us Paar Kisise Milne Ka Iqraar Nahin
Mujhse Kisi Ko Pyaar Nahin
Anjaan Nagar Sunsan Dagar Ka Pyara Hoon
Awaara Hoon...
Abaad Nahin Barbaad Sahi
Gata Hoon Khushi Ke Geet Magar
Zakhmon Se Bhara Seena Hai Mera
Hansti Hai Magar Yeh Mast Nazar
Duniya Maein Tere Teer Ka
Ya Taqdeer Ka Maara Hoon
Awaara Hoon...